Teri yaad me jaage aaj bhi hain
Teri yaad se rishta kal bhi tha
teri yaad se rishta aaj bhi hai
Dil apna dukhta kal bhi tha
dil ye udaas aaj bhi hai
Jo pyar hum tum karte they
woh pyar to zinda aaj bhi hai
Hum bichad gaye is doori mein
tum door ho majboori mein
Kabhi waqt mile to chali ana
khula dil ka darwaza aaj bhi hai
Na sataao na tadpaao
na mehfil mein yu tanha chodo
Teri yaad me jaage kal bhi they
teri yaad me jaage aaj bhi hain