Kachre ke dibbe mein tujh ko bitha ke
Kachre ke dibbe mein tujh ko bitha ke
Jhaadoo aur Ponchhe se tujh ko sajaa ke
Rakhunga Main Naalee ke Paas
Mat ho Meri Jaan Udaas
Kachre ke dibbe mein tujh ko bitha ke
Jhaadoo aur Ponchhe se tujh ko sajaa ke
Rakhunga Main Naalee ke Paas
Mat ho Meri Jaan Udaas
Tere pyaar main kitna intezaar kiya
Tere pyaar main kitna intezaar kiya
Aur uss intezaar mein na jane kitno se pyaar kiya
THE JANAAZA OF MEHBOOB
NIKLA FROM THE GALI OF MEHBOOBA
WITH LOTS OF ZOR AND SHOR
THE MEHBOOBA JHANKING FROM THE DOLI
AUR BOLI MAR GAYA HARAMKHOR
Wo pal bhi kya tha
jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the
Magar apki phooti kismat to dekho
us waqt Aap "HUGGIES" pehna karte the
GUM HO GAYI MAKE-UP MEIN
ASLI KI PEHCHAAN
UPAR SE TAJMAHAL
ANDAR SE KABRISTAAN
HUM AAP KO DEKHNA CHAHTE HAI
AAP SE MILNA CHAHTE HAI
PAR YE LOG BAHUT ZALIM HAI
MUJHE AAP SE MILNE NAHI DETE
KEHTAY HAI "ZOO BANDH HAI, KAL ANA"
Pakistan se ayaa hoon
pyaar ki sogaat laya hoon
aap sab ko darane ke liye
ye chudel ka bachcha laya hoon
FIZAO MEIN TUM HO
GHATAO MEIN TUM HO
HAWAO MEIN TUM HO
BAHARO MEIN TUM HO
DHOOP MEIN TUM HO
CHAON MEIN TUM HO
AB TUM HE BATAO MERI JAAN
KYA TUM KISI BHOOT SE KAM HO
Meri jindagi ek jua banke reh gayi
Meri jindagi ek jua banke reh gayi
Maine jise pyaar kiya
woh mere baccho ki bua banke reh gayi
Aap apni zindagi me itna aage jao
ki duniya aapse bas yahi kahe
jao baba aage jao, aage jao
Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi si,
Nazrein jhukake sharmake galion se guzra karti thi
latak matak chalti thi, aur kaha karti thi,
Bartan Lelo Bartan....
Ek baat meri samajh mein bilkul nahi aata hai
Tumhari chhapalon ki design har roz badli hui nazar aati hai
Sabhi sandal apne aap mein attractive hain
Kya tumhare boyfriend kisi joote ki company ka representative hain
Shaadi se pehle"Hero no 1"
Shaadi k baad"Coolie no 1"
Shaadi se pehle"I Love U"
Shaadi k baad"Aaj phir aalu"
Shaadi se pehle"Janeman mat jao"
Shaadi k baad"Meri jaan mat khao"
Shaadi se pehle"Milne kab aogi"
Shaadi k baad"Maike kab jao gi"
Shaadi se pehle"Maine pyar kia"
Shaadi k baad"Yeh main ne kya kia"
Jo bhi kaho ge meri dukaan per wo paoge
Maine kaha ke kutte ke khaane ka cake hai
Bolaa yahin pe khaaoge ya ghar le jaaoge
Read more...I Miss U Rozana,
After Breakfast & Khana,
Ab Tum Zyada Mat Itrana,
Hum Ko Acha Lagta Hai,
Aap Ko Ullu Banana..
Apne pyaar ka izhar karne wala hoon,khat nahi taar karne wala hoon
,koi deewani to ab ghaas dalta hi nahi,koi deewani to ab ghaas dalta hi nahi,
isiliye ek buddiya se mahobbat karne wala hoon
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
Toh itihaas banaati hai !
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum
waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum
Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum
Mere jeevan mein ab to forever ho tum
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
Khuda Hi Khuda
Idhar khuda hai, udar khuda hai,
Jidar dekho udar khuda hai,
idhar-udhar bus khuda hi khuda hai
jidhar nahi khuda hai….udhar kal khudega!
Har samundar me sahil nahi hota,
her zahaz me misal nahi hote,
agar dhirubhai ka sapna nahi hota to,
her lukkhe ke paas mobile nahi hota.
Tere duvar par sanam hazaar baar aayenge
tere dvar par sanam hazaar baar aayenge
ganti bajayenge aur bhaag jayenge
Kar diya izhare-ishq hamne telephone par
laakh rupaye ki bat thi
do rupaye main ho gayee
Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen
bahaana gam kaa hota
hum inke ghar to aate
aai murkh tere liye yeh bolna bhi paap hoga
kisi din tu bhi kisi haseena kaa baap hoga
Khuda se Scooter manga..Car di
Apartment manga.. bangla diya
dost manga to tumhain diya
Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia
Apple kat ta hoon knife se
Paani peeta hoon pipe se
Kya zamana aaa gaya
Joote khata hoon wife se
Ek ladki thi deewani si
doston pe woh marti thi
Chori Chori Chupke Chupke TEXT likha karti thi
kuch kehna tha shayed usko
lekin moblie bill se Darti thi
Raat bhar SMS kiya to Raat kat gayi
Raat bhar SMS kiya to Raat kat gayi
Subah balance dekha to waat lag gayi.
Ladka apni dilruba se pooch raha hai
Kya pyaar karna paap hai?
Kya pyaar karna paap hai?
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai
Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai
Wo hamari zindagi main kuchh is tarah se aaye
Wo hamari zindagi main kuch is tarah se aaye
Jaise hare bhare khet main saand ghus aaye.
Ab tak meri life ek khuli bottle thi
Jisme se sab perfume ki tarha udd jata tha
Par aap ke aane se sab kuch ruk gaya
Bhagwan kare aap jaisa DHAKKAN sabko mile.
Woh ladki kitni pyaari thi
jisko aankh maari thi
Woh sendal kitni bhari thi
jo usne sar pe maari thi.
Woh hamari gali me aaye
Woh hamari gali me aaye
Woh hamari gali me aaye
Aur chillake bole..
Paper Raddi wala .............
Mere marne ke baad mere doston,
yu aansoo na bahana,
Agar meri yaad aaye to,
sidhe upar chale aana!!
koi pathar se na maare mere dewaane ko
koi pathar se na maare mere dewaane ko
koi pathar se na maare mere dewaane ko
abe aage bhi to bol
neuclear power ka jamaana hai, bomb se
udaa do saale ko
Tumko dekha-tumko dekha
tumko dekhato yeh khayal aaya
paaglon ke stock mein naya maal aaya.
Ghar se jab tum nikale
pehen ke reshmi gown.
Jaane kitne dilon ka
ho gaya Server down
Bewafa sanam se to cigarette achhi hai
Bewafa sanam se to cigarette achhi hai
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai
Roz subha hum karte hain
py! ar se thumne good morning
aur aise ghoor ke dekti ho
jaise 0 errors aur 5 warning
Shayad mere friendship ko
taste karna bhool gaye
Dil sey aisa cut kiya
ke paste karna bhool gaye.
Jo muddat se hota aaya hai
woh repeat kar doonga
Tu naa mili to apni zindagi
ctrl+alt+delete kar doonga.
Kal jab mile thhe
to dil mein hua ek sound
Aur aaj mile to kehte hain
your file not found.
Mosam shabab ka
Nasha sharab ka
Parda janab ka or rang gulab ka
in sabme haseen in sabme Lajawab dekho SMS padne wala 'Chehara Janab ka'
Humne unki tasveer apne man manidir mein saja li
Unki yaadein aapne dil mein basa li
Lekin..Lekin jub unhone humein koi tawajjo nahin de
to humne bhi unki chhoti behan phasa li.
Dil ka dard dil todne wala kya jaane
pyar ke rivajo ko ye zamaana kya jaane
kitni takleef hoti hai ladki patane mein
ye ghar baitha ladki ka baap kya jaane..
Aye dost to bhi likha kar shayari,
meri tarah tera bhi naam ho jayega,
log fenkege ande aur tamatar,
to shaam ke dinner ka Intezaam Ho Jayega.
Fizayen kahti hai pyar karo,
Bahaare kahti hai, aanke char karo.
Magar gharwale kahte hai,
Abhi umar kam hai
pahle M.B.B.S pass karo.
Tere gam me tadap kar mar jayenge,
Mar gaye to tera naam lejayenge.
Rishwat de ke tujhe bhi bulaenge,
Tum upar aaoge to saath baith ke Kurkure khaenge
Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna. Agar wo ghusse mein aa jaaey to darna mat ,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna..
School Mein Ishq Ka Naya Mahool Tyar Ho Gaya
Class Ki Teacher Ko Papu Se Pyar Ho Gaya.
Iss Baat Se Sari Class Ka Dil Udas Ho Gaya,
Sari Class Fail Aur .... Papu Pass Ho Gaya.
Hum jinka intezaar karte hain
Woh kabhi aate nahi hain
Aur jo aa jaate hain saamne
Unka intezaar hum karte nahi hain
Jinhe dhoondte hain sapno main
Woh haqeeqat main nahi hai
Jo haqeeqat main hai saamne
Woh hamare sapno main nahi hai
Fareb tha hasi mein, aashiqui samaj baithe
Maut ko hi hum, apni zindagi samaj baithe
Waqt ka mazak tha ya badnasibi hamari
Unki do baton ko, Hum Chahat samaj baithe.
Tamana-e-ishq to hum bhi rakhte hai
kisi ke dil me hum bhi dhadakte hai
na jaane hume woh kab milengi
jis ke liye hum roz tadapte hai.
Ye to malum hai k tumhe paa na sakenge
tumhara naam duniya k saamne la na sakenge
jaldi aa jaao k waqt rukhsat ka hai
tumhe dekhe bina duniya se ja nahi sakenge
Ek pal mein wo has dete hai
Duje hi pal mein khafa ho jaate hai
Khatti-Meethi Nok Jhok se
Hum ek duje ka dil behlate hai
Kya iska hi naam Pyaar hai.?
mujhy wo laakh tarpaey
magar us shkhs ki khatir
mere Dil k andheron main
Duaen raqs karti hen.
Meri wafayon ka agar sila hota
Phir na zindagi se hamay gila hota
Phir na kerte chaand ki justajoo hum
Agar woh shakhs hamay mila hota
Kabhi Kabhi aisa bhi hota hai
Dosti ka asar zara der se hota hai
Unhe lagta hai Hum kuch nahi Sochte unke bare me
Par Har baat me Zikr unka hi hota hai.
Jis din se chala hoon meri manzil pe nazar hai
Meri aankh ne kabhi miil ka pathar nahin dekha
Yeh phool koii mujhe viraasat mei nahi mile hai
Nahi Tumne mera kaanton bhara bistar nahin dekha
Dil Mien Kiya Hai Tere Yeh Janta Hoon Mien Bhi
Par Lagta Hai K Tum Bhi Meri Trah Kuch Chupa Rahe Ho
Pyar Hai Humari Zindagi Par Chor Ke Ja Rahe Ho
Kion Ajj Mujhe Is Gham Mien Ab Aur Tarpa Rahe Ho
Kion Itne Kadam Door Jaa Rahe Hoo
Pass Ana Hai Mushkil Gar Tera
Mujhe Phir Kion Nahi Bula Rahe Ho
Mien Pass Ana Chata Hoon Tere
Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Hoo
Sapne Deekha K Deep Bujha Rahe Hooo
Kion Suna Rahe Hoo Aur Ab Kion Tarpa Rahe Hoo
Humari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe Hoo
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya
Saathi ne jaise zeher ka jaam diya
Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena
Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya.
Kagaz pe humne zindagi likh di
Ashkon se seench har khushi likh di
Dard jab humne ubhara lafzo pe
Logon ne kaha wah kya gazal likh di.
Kaash banane waaley ne dil sheeshey ka banaya hota
To todne waaley ke haath mein zakham to aaya hota.
Mohabaat mein ibadaat ki thi uski
hooton par naam uska, dil mein tasveer thi uski
par mohabaat k badle mein humein mohabaat nahi mili
jiss mehfil mein khade khade lut gaye,
wo mehfil thi uski
Read more...Kuch Log Miley Thay Mujhey Bhi Raah-e-Zindagi Mein
Saath Chalein Gey Woh Mairey Aisa Waada Tha Unn Ka
Koi Kisi Ke Liye Yahan Rukta Nahin
Ke Main Abb Dost Koi Banaata Nahin
Apne Karam se wo mera muqaddar bana gaye
katre ko ek pal me samundar bana gaye
phoolo sa najuk tha dil mera
itna tadpaya ki pathar bana gaye.
Kuch door hamare saath chalo
Hum dil ki kahani kehdein ge
Samjhe na tum jisse aankhon se
Woh baat zubaani kehdein ge
Kuch acche kuch bure pal to zindagi me aate hai
Jise hum bhula nahi paate hai
Yeh hamaari zindagi me
Sab kuch khone ke baad hi rahe jaate hai
Kitna tadhpaati hai yeh yaadein
Kitna rulaati hai yeh yaadein
Saara jeevan kuch raheta apne paas nahi
Bas kat jaata hai inhi yaadon me zindagi
Sard Raaton Ki Tanhaai Mein
Hum Teri Yaadon Ke Chirag Jalaye Bethe Hain
Kabhi To Tum Zindagi Ki Haqeeqt Banogi
Sochkar Palkon Mein Khwab Sajaye Bethe Hain.
Khushi Bhale Thodi Si Par Dene Ke Liye Shukriya
Paigam Tere Bheje Huye Seene Se Lagaye Bethe Hain
Hai Ek Tasveer Bhi Nighahon Mein Teri
Bus Ab Usiko Mann Ki Murat Banaye Bethe Hain.
bas apki deewaana kehlaana chahta hun mein
apke dil ki aarzoo ban jaana chahta hun mein
meri to raah bhi wahi hein…manzil bhi wahi
bas apki manzil ki dehleez ban jaana chahta hun mein
Teri judai bhi hamein pyar karti hai,
teri yaad bahot bekrar karti hai,
vo din jo tere sath guzare the,talash unko nazar bar bar karti hai.
Yaad bankar humesha apke dil mein aate rahenge
Yunhi waqt bewaqt tadpate rahenge
Dua karo ki umar choti ho humari
Varna zindagi bhar apko aese hi satate rahenge.
Kaanch chubhe toh zakhm reh jaata ha
Dil toote toh armaan rah jaata hai
Laga to dete hai waqt marham is dil par
Phir bhi umar bhar ek nishan reh jata hai.
Kya naam du is rishte ko tere ,mujhe maloom nahin
dil kehta hai ke hai ye bahut purana rishta vahee rishta,
jo chand ka hai chandni se,sitaro ka hai aasma se hi.
Kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dheemi barsaat ka hai
humein aap yun hi sharabi na kahiye
is dil par asar to aap se mulakat ka hai.
Woh ruthte rahe hum manate rahe
Unki raahon me palkein bichate rahe
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.
Bahut dur magar bahut paas rehte ho
Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho
Mujhe bas itna bata do
kya tum bhi mere bina udaas rehte ho ???
Koi ankhon se baat kar leta hai
Koi ankhon mein mulakat kar leta hai
Bada mushkil hota hai jawab dena
Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye.
Soch ko badlo, sitare badal jayeng,
Najar ko badlo, nazare badal jayenge,
Kashtiya badalne ki jarurat nahi,
Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge.
When I die and go to Heaven ,
I will put your name on a golden star,
so that all the angels can see
how much you mean to me!
Kanta na hota, toh phool ki hefazath na hoti,
Andhera na hota,to roshini ki zarurath na hoti,
Agar mil jati har khushi duniya me,Toh dil ki mulaqath dard se na hoti
Apki taswir Banate he to adhuri reh jati he
Apki taswir Banate he to adhuri reh jati he
Kabhi sing reh Jate he kabhi puch reh jati he.
Read more...Jab tanhai me aapki yaad aati hai
Hontho pe ek hi fariyad aati hai
Khuda aapko har khushi de
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai.
Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
hum aapse pyaar karte hain.
dil ke riste bhi ajeeb hote he
door rehkar bhi karib hote he
jo log apko roj milte he
wo log kitne khushnasib hote he
assik marte nahi dafnaye jate he
kabr khodke dekhlo apni mehbuba ke
intzar me paye jate he
hindu kehte ise jalado
muslim kehte ise dafna do
magar kambaqt zalim zmane me ye
nahi kehta ki usko uski mehbuba se milado
usko uski mehbuba se milado.
Beganose dosti ki koi gunjaish nahi hoti
mout ke bad koi khwahish nahi hoti
shayad koi pyar bhara dil tuta hoga
verna april mahine me barish nahi hoti
Jab Jab yeh sooraj dhane lagta hai,
Uska Naam mere hothon per khilne lagta hai,
Kuch is tarah se uss ki yaad aati hai,
ki zindagi ka har pal mehekne lagta hai
Jub Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai
Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai
Aisa apna husband ho
6′ - 6.2 jiski height ho
Jeans dheeli magar body tight ho
apni baaton se karta excite ho
Wo dashing smart aur polite ho
Husband apna aisa bright ho.
Dil Ki Aawaj Ko Izhaar Kehte Hai,
Jhuki Nigaho Ko Ikraar Kehte Hai,
Sirf ‘Jatane’ Ka Naam Ishq Nahi,
Kisi Ki Yaado Me Jeene Ko Bhi Pyar Kahate Hai.
Teri yaad me humsafar
Shama ki taraha raat bhar
Mai jali dil jala
Aa aa bhi ja
Raaat dhalne lagi
Chand chupne chala
Aa aa bhi ja....
Kahaan Aa Kay Rukney Thay Raastey
Kahaan Moor Tha, Ussay Bhool Jaa
Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh
Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa.
Wo dhoondha kiye hame dagar dagar
Unhe hamari Taalash thi
Par afsos jis kabar pe the kadam unke
Usi mein humari laash dafn thi
Yaad Na Karogay To Bhula Bhi Na Sakogay
Mera Khyal Zehan Se Mita Bhi Na Sakogay
Ek Bar Jo Tum Mera Gam Se Miloge
To Sari Umar Muskara Na Sako Gay.
Meri yehi chaahat thi ki tum hamari zindagi mein aao
Lekin yeh ho na saka aur ab hum apni takdeer pe rote hain
Neend to nahi aati hai ratoon ko lekin
Phir bhi kabhi khuaboon mein aao isi ummeed se sote hain.
Is kadar hum yaar ko manane nikle
Uski chahat ke hum deewane nikle
Jab bhi use dil ka haal batana chaha
To uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle.
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum
Bas yahi ek wada nibha payenge hum
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin
Tera naam dil se na mita payenge hum.
Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko
Chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko Chalega mehfil me jab zikr hamara koi
To tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko.
Barish aur main
dono ek jaisay hain, rote hain
tadapte hain
sisakte hain, machalte hain
bond bond dard ka
khamoshi se apni ragoon main utar lete hain
aur phr muskura kar chupke se
chup ki chaddar odh lete hain
haan sahyad
BARISH aur MAIN dono ek hi jaisay hain.
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi, ya hoti nahi,
par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
Bahut kuch badal jata hai Tere aane ke baad
Bahut kuch bichad jata hai Tere jaane ke baad
Wo samandar ki lehre Wo rait ke mehal
Bahut kuch beh jata hai Saahil se takra jaane ke baad
Wo baarish ke moti, Wo taaro ki khawahish
Bahut kuch bikhar jata hai Khawaab toot jaane ke baad
Wo teri parchaiyo se takrana, Wo saayo ka lehrana
Bohot kuch mit jata hai, Andhera chhaa jaane ke baad
Teri yaad se rishta kal bhi tha
teri yaad se rishta aaj bhi hai
Dil apna dukhta kal bhi tha
dil ye udaas aaj bhi hai
Jo pyar hum tum karte they
woh pyar to zinda aaj bhi hai
Hum bichad gaye is doori mein
tum door ho majboori mein
Kabhi waqt mile to chali ana
khula dil ka darwaza aaj bhi hai
Na sataao na tadpaao
na mehfil mein yu tanha chodo
Teri yaad me jaage kal bhi they
teri yaad me jaage aaj bhi hain
Har mode par shuruwat ho sakti hai
kabhi bhi khin bhi baat ho sakti ha
mana ki bahot door ho aap
aankhe band karo to mulakat ho sakti hai.
Na to yaado ko yaad rakhte hain,
Na hi sapno ko saath rakhte hain,
Hum to bus unko yaad rakhte hain,
Jo hame dil ke paas rakhte hai.
Har Baar Unki Salamati Ki Dua Karenge,
Unki Aarzo Me Apni Hasti Fanaah Karenge,
Woh Chahe Daaman Bacha le Humse Lekin,
Hum Marte Dum Tak Unse Wafaa Karenge.
Dur tak tanhai bhara safar hai,
koi sathi na koi humsafar hai,
chale jate hain dil ke sahare teh soch kar,
ki bas agle mod par khushiyon ka shehar hai.
Pyar se tab tak pyar mat karo
Jab tak pyar tumse pyar na kare
agar use itna pyar kare
toh use itna pyar karo ki
woh kisi aur se pyar n kare
Tadap ke dekho kisiki chahat mein
To pata chale ki pyar kya hota hai
yun ji mil jaye har koi raho mein
toh kaise pata chale ki intezar kya hota hai
Tadap ke dekho kisiki chahat mein
To pata chale ki pyar kya hota hai
yun ji mil jaye har koi raho mein
toh kaise pata chale ki intezar kya hota hai
TADAP KE DEKHO KISIKI CHAHAT MEIN
TO PATA CHALE KI PYAR KYA HOTA HAI
YUN HI MIL JAYE HAR KOI RAHO MEIN
TOH KAISE PATA CHALE KI INTEZAR KYA HOTA HAI
Kanto ko chuna sikhaya nahi jata
phulon ko khilna skikhaya nahi jata
koi ban jata hai khud hi apna
kisiko apna banaya nahi jata
Reth pe naame kabhi likhte nahi
reth pe likhe naam kabhi tikte nahi
log kehte hai ki hum patthar dil hai
lekin pattharon pe likhe naam kabki mitte nahi
Aisa lagta hai zindagi tum ho
ajnabee kaise ajnabee tum ho
ab koi aarzoo nahin baakee
justjoo meri aakhri tum ho
main zameen par ghana andhera hoon
aasmaanon ki chandni tum ho
doston se wafa ki ummeeden
kis zamaane ke aadmi tum ho
Ager main yeh janta
Tere pass Dil Nahi
Balkah Seeny main
sang e mur mur ka ik tukra hai
to meri jaan
kabhi na tum se dil lagata
kabhi na tum se pyaar kerta
Bahut chaha usko jise hum pa na sake,
Khayalo me kisi or ko le na sake.
Usko dekh ke aansoo to ponch liye,
Lekin kisi or ko dekh ke muskura na sake.
Haqikat jaan lo juda hone se pahle,
Meri sun lo apni suna ne se pahle.
Ye soch lena bhulane se pahle,
Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.
Chahat wo nahi jo jaan deti hai,
Chahat wo nahi jo muskaan deti hai.
Ae dost chahat wo hai,
Jo pani mein gira aansoo pehchan leti hein.
Dard se hath na milate to or kya karte,
Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.
Usne maangi thi humse roshni ki dua,
Hum khud ko na jalate to or kya karte.
Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere sehar se nikalna chaha
Yaadoon ke beej bone lagti hai Tanhai
Raat ke kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai
Thaame Rakhna Haath Hamara Aise Hi
Dete Rehna Saath Zindagi Bhar Aise Hi
Yu To Milenge Zindagi Mein Chahne Wale bahut
Milenge To Bas Hamare Jaise Nahi
mana ki ham bhula nahi paate unhe ek pal ke liye
par yu roya bhi nahi jaata ek pal ke liye
mila jo yu wo milkar bichhad gaya zindgi ke liye
unhe dil se nahi lagaya jaata dillagi ke liye
mana ki ye baat har kisi ko lagti hai sacchi
par har ajnabi nahi hote jamane mein bhulane ke liye
yu to khuda se jo maanga wo paya dua mein
par har dua kahan kabul hoti hai har kisi ke liye
wo aayega na lautkar fir kabhi ye jaante hain
fir bhi dil dhadkta hai aaj bhi usi ajnabi ke liye
Yeh Faasle Teri Galiyon Ke Hamse Tai Na Huye
Hazaar Baar Ruke Hum, Hazar Baar Chale
Na Jaane Kaun Si Mittee Watan Ki Mittee Hai
Nazar Mein Dhool Jigar Mein Liye Qaraar Chale
Ye Kaisi Sarhadein Hein Uljhee Huee Pairoon Mein
Hum Apne Ghar Ki Taraf Ruk Ke Baar Baar Chale
mujhe pata nahin kya ho jata hai,
neend aati nahin or chain kho jata hai,
phir dil bechain ho jata hai,
or khwaab kuch aisa aata hai,
ki aap ka hath hamare hathon mein,
or sar hamare kandhe pe nazar aata hai.
Kabhi tum idhar se guzar k to dekho
In aankhon se dil main utar k to dekho
Yahan tum ko apni mohabbat mile gi
Bohut gham deye the humain zindagi ne
Khelone se barh kar na samjha kisi ne
Magar tum ne a kar bhare zakham sare
Nigahoon main sab ki nazare base the
Diye jal rahe the sitare base the
Mere aansuon ko kisi ne na dekha
Kabhi tum idhar se guzar k to dekho
Woh Dil Hi Kyaa Tere Milne Ki Jo Duaa Na Kare
Mine Tujhko Bhool Ke Zindaa Rahoon Khudaa Na Kare.
Ye Thik Hai Nahin Marta Koyi Judaai Main
Khuda Kisi Ko Kisi Se Magar Judaa Na Kare.
Rahega Sath Tera Pyaar Zindagi Bankar
Yeh Aur Baat Meri Zindagi Wafa Na Kare.
Sawan aya tum naheen aye
Rah gaye hum to aas lagaye
Pichali baharon main
tum se mile the
Jin peroon k niche
Hath rakhe khud bikhraye
Gum sum akhiyaan mitey
Un peroon par
jhuk aye hain
Phir patjhar k saaye
Sawan aya tum naheen aye
Theen yehi wadiyaan
The yehi parbat
Tha yehi pyaar ka mousam
Shakhon main the
phool suhane
Pholon par thi shabnam
In ko to hum bhul chuke hain
Tum ko bhul na paye
Sawan aya tum naheen aye
Rah gaye hum to aas lagaye
Q: Agar William Shakespeare Hyderabad me paida hua hota to uska kya naam hota?
Socho Socho…..
.
.
.
.
.
.
Ans: Wali Miya Sheikh Peer…
PROFESSOR
Gandhi Jayanti ke baray mein kya jantey ho?
MUNNA BHAI
Gandhi bahut jabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin malum ke yeh Jayanti kaun hai.
MAMU
Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL
Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
He goes to gas station to fill and says "Paanch point single oil daalo".
He says "Abbi aatau miyaa" and vanishes for couple of hours or does not come back at all.
He sleeps around 1 am and wakes only after 9:30 am.
He drinks half cup of tea at least 6 times and buys only 1 gold flake cigarette.
..........Thanks funny
Who doesnt hesitate to use words like"baigan ke","Hau", "Nakko","Hallu" ,
"Bole to suno miyaa","Kaiku" and "Kate".
.............Thanks Funny
© Kollywood2Bollywood.com - Fun Entertainment Online
Back to TOP