Mehak mohabbat ke kabi kam na ho gi
Mehak mohabbat ke kabi kam na ho gi,
Zindagi mohabbat say kam na ho gi,
Saath jo zindagi mein agar aap ka ho to,
Zindagi 'jannat' say kam na ho gi.
Mehak mohabbat ke kabi kam na ho gi,
Zindagi mohabbat say kam na ho gi,
Saath jo zindagi mein agar aap ka ho to,
Zindagi 'jannat' say kam na ho gi.
Tum meri soch ho tumhe koi soche kyo,
Tum meri chaht ho tumhe koi chahe kyo,
Tum mera aina ho tumhe koi dekhe kyo,
Tum meri dua ho tumhe koi mange kyo.
Phoolon se poocho is main singhar kitna hai?
Mere dil se poocho is main pyar kitna hai?
Saye ki tarha tumhara pyaar saath rehta hai,
Tumhare saath guzra howa har lamha yaad rehta hai.
Na Sham Udas hogi,
Na rat Udas hogi,
Safaid kapron me lapti hoi meri lash hogi,
Ye dafnane wale mujhe waha dafnana,
Jaha subah sam meri membuba se,
Mulakat hogi.
Ek teri khushi men apni jaan war don,
Jeeti hoi bazi ik pal mein har doon,
Teri ankhon me anso humse dekhay nahi jaty,
Jo de tujhy ghum uski dunia ujaar don.
Nafraten lakh mili koi mohabbat na meli,
Zindagi beet gai per rahet na mili,
Teri mehfil mein her shakhs ko hansta dekha,
ek main tha jise hansne ki ijazat na mili.
Tu chamakta chand teri roshni achi lgi,
Tu mera apna hay teri dillagi achi lagi,
Tujsy pehly to nahi tha zindagi ka kuch pata
Tu mila to tujh say mil kar ZINDGI ACHI LAGI
Kash main chand tu sitara hota,
Falak pey ek ashiyana hamara hota
Sab tujhe door bohat door se dakhtey
Per tujhe chooney ka haq sirf hamara hota
Guzre howay lamho ko yaad karna acha lagta hai.
Us ko apni har saans ke sath yaad karna acha lagta hai.
Us ka zikar karna us se batein karna us ke naam ke saath apna naam acha lagta hai.
Hakikat mein na khialon mai sahi,
us ki kurbat mai waqt guzarna acha lagta hai.
Yeh fasle yeh durian mit jain ge,
Woh meri ban jae gee yeh soch kar kitna acha lagta hai.
Ghar ke bahar wo nakab me nikli
sari gali unki firaq me nikli
inkar karte the wo humari mohabat se
or hamari hi tasvir unki kitab se nikli
Fir wohi din higa,wohi rat hogi,
Lekin ab na jane fir mulakat hogi Magar karte rehna SMS,
Kabhi to Dil se Dil ki baat hoghi.
Dil tha ameer or mukadar gareeb tha,
Mil kar bichdna hi mera naseeb tha,
Caha kar bhi kuch kar na sake hum,
Ghar bhi Jalta raha aur samundar karib tha.
Hichkiyan dilakar ye kase uljhan badha rahe ho,
Ankehn band hai phir bhi nazar a rahe ho,
Bas itna bata do hame,Yaad kar rahe ho,
Ya apni yaad dila rahe ho.
Muddat hui wo rulane nahi aaye,
Jalti hui ankhon ko bujhane nahi aye,
Kethe the sah jiyenge sath marenge,
Ruthe hum unse jo ek roz to aj tk manae nahi aaye.
Agar rakh pao to ek nishani hai hum,
Aur kho jaye to sirf ek kahani hain hum,
Jise rok paye na sari duniya,
Bahti daria ka pani hai hum!
Khubsurat hai zindagi khwab ki tarah,
jane kab tut jaye kanch ki tarah,
Hame na bhulna kisi baat ki tarah,
Dil me rakhna meethi yaad ki tarah…
Sabke chehre se har Baat nahi hoti,
Thode se andhere se raat nahi hoti,
Zindagi mein kuch log bahut pyare,
Hote hai Kya kare unhi se mulakat nahi hoti.
Na zindagi mili na wafa mili,
Na jaane kyu har khushi humse khafa mili,
Jhuti muskan liye apne gum chupate rahe,
Sacha pyar karne ki bhi kya khoob saza mili…
Khamosh palko se jab aansoo aate hai,
aap kya jaane aap kitne yaad aate hai,
kitni baar jakar aaye hum us mod pe,
jaha apne kaha tha, ruko hum ate hai..
Unko apni jaan ka sallam likhenge,
dil ki kitab mein apna armaan likhenge,
kash humein mil jaye aasman ki hukumat,
sitaron ki jagah unka naam likhenge…
© Kollywood2Bollywood.com - Fun Entertainment Online
Back to TOP