Na zindagi mili na wafa mili
Na zindagi mili na wafa mili,
Na jaane kyu har khushi humse khafa mili,
Jhuti muskan liye apne gum chupate rahe,
Sacha pyar karne ki bhi kya khoob saza mili…
Na zindagi mili na wafa mili,
Na jaane kyu har khushi humse khafa mili,
Jhuti muskan liye apne gum chupate rahe,
Sacha pyar karne ki bhi kya khoob saza mili…
Na chaho kisiko itna ki uski chahat tumhari majboori ban jaye. Chaho kisi ko itna ke tumharapyar uski ZAROORAT ban jaye!
.........By sonam (mumbai)
© Kollywood2Bollywood.com - Fun Entertainment Online
Back to TOP